Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Meri Zubaan Se Suniye

Chand Se, Phool Se Ya Meri Zubaan Se Suniye
Har Jagah Aapka Kissa Hai Jahan Se Suniye
Sabko Aata Nahi Duniya Ko Sajakar Jeena
Zindagi Kya Hai Mohabbat Ki Zubaan Se Suniye
Meri Aawaz Hi Parda Hai Mere Chehre Ka
Main Hoon Khamosh Jahan, Mujhko Vahan Se Suniye
- Nida Fazli

Post a Comment

0 Comments